11 Iconic Dialogues of Shah Rukh Khan, Which Make Him What He is Today-King Khan!
Shah Rukh Khan as Rahul Raichand in Kabhi Khushi Kabhi Gham
“Arz karta hoon, na Lucknow da kurta, na Pathani salwar, marrd hai vo jo dil de, varna hai bekaar.”
Shah Rukh Khan as Aman Mathur in Kal Ho Na Ho
“Naina kaash mein tumhe bataa sakta, mein tumhe kitna chahta hoon. I love you, I love you very very much Naina. Main aankhein band karta hoon toh tumhe dekhta hoon, aankhein kholta hoon toh tumhe dekhna chahta hoon. Tum paas nahin hoti toh tumhe charon taraf mehsoos karta hoon. Har pal har ghadi har waqt mere naina meri Naina ko doondhte hain. Ise pyar kaho, paagalpan ya mere dil ki dhadkan. Mere liye ek hi baat hai. Pyaar toh bahut log karte hain, lekin mere jaisa pyar koi nahin kar sakta, kyonki kisi ke paas tum jo nahin ho. Main tumhe bhool nahin sakta Naina. Main tumhe bhoolna hi nahin chahta. Tum meri ho, main tumhe zindagi bhar pyar karoonga. Marte dam tak pyar karoonga aur uske baad bhi.”